Bhatti Garam Hai Lyrics – Sujata Majumdar – Gandhigiri

0

3-69Bhatti Garam Hai Lyrics From An Indian Hindi Movie Gandhigiri (2016) Sung By Sujata Majumdar And Sahil Rayyan. Music Composed By Sahil Rayyan While Lyrics Are Penned By Arafat Mehmood. Featuring Sanjay Mishra, Om Puri, Mukesh Tiwari. Bhatti Garam Hai Lyrics Are Available Here As Well As Video Song.

Singers: Sujata Majumdar, Sahil Rayyan
Music: Sahil Rayyan
Lyrics: Arafat Mehmood
Music Label: T-Series
Duration: 02:30

Bhatti Garam Hai Lyrics

Bhatti Garam Hai
Bhatti Garam Hai Aur Luiya Tayyar
Bhatti Garam Hai Aur Luiya Tayyar
Seke Roti Roz Aa Ke Sala Dadiyal Thekedaar
Seke Roti Roz Aa Ke Sala Dadiyal Thekedaar
Seke Roti Roz Aa Ke Sala Dadiyal Thekedaar
Seke Roti Roz Aa Ke Sala Dadiyal Thekedaar

Apni Jawani Thi Rabdi Malaayi
Haaye Rabdi Malaayi
Apni Jawani Thi Rabdi Malaayi
Thi Main Ne Jis Ko Abhi Tak Bachai
Tuta Jo Taka To Main Chillayi
Darzi To Aaya Hui Na Silayi
Hui Nnaa Silaayi
Likhe Rapat Na Kamina Thaane Daar

Seke Roti Roz Aa Ke Sala Dadiyal Thekedaar
Seke Roti Roz Aa Ke Sala Dadiyal Thekedaar
Seke Roti Roz Aa Ke Sala Dadiyal Thekedaar
Seke Roti Roz Aa Ke Sala Dadiyal Thekedaar